Sunday 12 January 2014

Urdu Tips For Skin Care Urdu Tips For Hair Growth For Marriage First Night For Pregnancy For Health For Skin Whitening For Faceb Hair For Skin For Weight Loss For Face For Hair Fall Images

Urdu Tips For Skin Care  Biography

Source(google.com.pk)
Urdu Totkay Beauty Tips for Oily Skin in Urdu

UrduTotkay.com provide you Totkay and Tips for Oily Skin both in Urdu and English, first of all you must know whether your skin is oily or not, how to check that your skin is oily, when you wake up early in the morning clean your skin with tissue and check that your fourhead, nose and chen is oily then you skin is oily and then this beauty tips is for you.

Used Almond oil with few drops of lemon and used daily for oily skin, second one spoon of honey mixed with half spoon of lemon juice and wait for 10-15 mintues and then wash your face with boiled or mineral water, used this beauty tip for oily skin for just few days and you can find a best result for your oily skin.Acne ghaleban sab se qadeem aura am jildi bimari hai. Chiknai peda karne wale ghadod aur hair follicles ke eshtaal meinmein aane ke nateje mein ye bimari namodar hoti hai. Es ki zad mein aane wale maqamat chehra, ghardan, sina aur kandhe hein. Es marz ka aik ghehra talusq san baloghat ki aamad per hormones mein adam tawazan hai. Taqreban her 10 mein se 8 nojawan ladke aur kadkiyan 12 se 24 saal ki umer mein kum ya zyada shedat ke sath acne ke shikar hote hein.
Acne ki shanakht comedowns ya blackheads, kel phansiyon chote chote ubharon aur dano ki mojodgi se hoti hai. Acne ki nisf darjan se zyada aqsam mojod hein. Tamam aqsam ka taluq chiknai wale jildi ghadod ya hair follicles se marbot ghadod se hota hai. Acne ki sab se zyada pai jane wali qisam blackheads ya siyah dane hoti hai. Es se zyada tur mutasir hone wale hisse peshani, kanpatiyan, rukhsar, thodi, sina aur pusht hein. Kuch afrad ko ye pore jism per nikal aate hein.
Acne ki tamam aqsam ka manba khane pine ki ghalat aadatein hein. Maslan khane ke ouqat mein be-qaedgi, gher munasib ghizaein, nishasta, chini aur chiknai wali ghezaun ka zyada estamal. Mazman qabz bhi acne ke asbab mein se aik hai. Agar ajabat thek tarha na hoti ho to pora fazla aanto se kharij nahi hota. Anton mein es ki mojodgi khon mein zehrila pan peda karti hai. Ekhraj ka ye amal acne aur jild ki degar bimariyon ka sabab ban jata hai. Acne ka aik aur sabab jild ki gher sehatmandana kefiyat hai. Ye gande rehan sehan ka natija hoti hai. Kuch aur asbab mein chay, coffee, hewani charbi, chocolate, alcohol (sharab) aur tobacco ka zyada estamal hai. Bohat zyada mutala, musht zani aur kahili ki zindagi bhi acne lahaq karne ka zariya bante hein. Kaheli ki zindagi bad-hazmi aur amomi kamzori peda karti hai.

Home Treatment of Acne:

Elaj ki ibteda karte howe marez ko sab se pehle aik hafta tak sirf phalon ki ghizaoun tak mehdod rakha jae. Es parhezi arsa mein din ke teno khane taza rasile phalon per mushtamil hona chahiye . maslan seb, nashpati, angor, ananas aur aadu waghera. Es arsa ke doran rozana nem garam pani ka anima bhi mareez ko diya jae take antdiyan saf ho jain. Alawa azen woh tamam iqdamat keye jaine jo qabz dor karte hein.
Sirf phalon per aik hafta guzarne ke bad marez ko batadrej aik matawazen gheza pe laya jae jis mein zyada zor kachi ghezaon khas tor per taza phal aur sabziyon, phote howe bej, kache maghaz aur salam anaj per rahe. Aik mah ke bad pher phalon per mushtamil ghezaon ka estamal mazed 3 din tuk kya jae. Jild ki kefiyat mein behtari ke asar ke mutabiq parhezi dino ki maqdar mein kami beshi ki ja sakti hai. Jab tuk pori tarha jild sehat mand na ho jae ye amal her mah dohrate rahein.
Acne ke marez ko gosht, cheni, tez chae ya coffee, garam masalho, achar, tali hoi ghezaon, pese howe chhne howe anaj ke elawa soft drinks, mithaiyon, ice cream, cheni, mede ki bani hoi masnoat se gurez karna chahiye. Nishasta dar, protein wali aur chiknai wali ghezaon ke estamal mein kami lane ki bhi zarorat hoti hai.
Acne se mutasara hison ki beroni elaj mein senk karna mufeed rehta hai kyun ke garam pani mein bhegoi roi se mutasara hisa dhona ya bhap dena masamo ko khol deta hai. In se fasid mada rus kar baher aa jata hai. Sank kea mal ke bad mutasara hise ko thande pani se dhona chahiye. Dhop aur hawa ka ghusal bhi sod mand amal hai. Aese ghusal mein pore jism ko dhop aur taza hawa mein rakha jata hai. Ye ghusal mosam ke mutabiq munasib waqt per kiya jae. Sardiyon ke mosam mein dopehar ka waqt aur bahar ke mosam mein tulo aaftab ka waqt mozo rehta hai. Garmiyon mein aur degar mosamo mein dhop ki shidat se bachna zarori hai.

Homemade Tips For Acne:

• Kado kush kiye howe khere, dodh mein paki jai aur ubli hoi gajaron mein cream mila kar, healing pack bhi acne se mutasara muqamat per beroni estamal ke liye mufeed wa moasar rehte hein.
• Sangtare ka chelka bhi Acne ke liye mufeed elaj hai. Chelke ko ksi pathar pe pani ke sath kuchal kar maleda bana lete hein. Pher es malede ko mutasara muqamat per lagaya jata hai. Lemo ka chelka acne ke elaj ke liye karaamad fitri dawa hai. Es ka ba qaeda estamal phansiyan, kel aur acne tehlel kar deta hai.
• Chae ka aik chamcha dhaniye ka juice aur aur chutki bhar haldi ka safof bhi phansiyon aur blackheads ke khatme ke liye moasar gharelo elaj hai. Es mixture ko rozana raat ke waqt bistar pe jane se pehle chehre aur mutasera jaghon pe lagain. Lekin lagane se pehle chehra wagher achi tarha dho lein.
• Acne ke elaj ke liye lehsan bhi bohat shohrat rakhta hai. Agar kache lehsan ko cheel kar din mein kai martaba mutasara muqamat per ragda jae to keel aur phansiyan dagh chode bagher tehlel ho jate hein. Lehsan ke zariye badi umer ke afrad ki ziddi qisam ki acne ka elaj bhi mumkin hai. Es marz se mustaqil nijat ke liye lehsan ki chand aik taryan kachi rozana nigal li jaein to khon saf ho jata hai aur acne ka marz aur jild ke degar eshteaal taweel arsa tak dor rehte hein.
• Jild ki badnuma chaiyon ko saaf karne ke liye kache aaloun ka juice bhi qemti zariya elaj sabit ho chukka hai. Cleansing ka natija aaloun mein mojod wafer maqdar mein potassium, sulfur, phosphorus aur chlorine ki wajha se baramad hota hai. In anasir ki afadeyat sirf esi waqt tuk hoti hai jab tuk aalo kuchi halat mein rehte hein. Aesi halat mein ye sabzi zinda namiyati anasir ka majmoa hoti hai.
• Hafte mein 2 dafa garam pani mein Epsom Soult mila kar ghusal karna bhi acne ki tamam eqsam mein nehayat mufeed hai. Ye ghusul karne ke liye 100 darja fern height garam pani ki 60 liter maqdar mein dedh kilo Epsom Soult mila lein, mareez ko es pani mein 25 se 35 minute tuk rehna chahiye yahan tuk ke ese khob pasina aa jae. Es ghusul ke bad jism ko batadrej thanda kiya jae.

No comments:

Post a Comment