Sunday 12 January 2014

Skin Care Urdu Tips Urdu Tips For Hair Growth For Marriage First Night For Pregnancy For Health For Skin Whitening For Faceb Hair For Skin For Weight Loss For Face For Hair Fall Images

Skin Care Urdu Tips Biography

Source(google.com.pk)
Skin Care Tips for Winter in Urdu (Sardiyon mein Jild ki Hifazat):

Sardiyan apne sath sard khushk hawa aru sard darja hararat lati hai jo jild ko khush khurdara, barek aur nami se dor kar deta hai. mager ap zara si ahtiyat kar ke sardiyon mein jild ki hifazat ke liye ahtiyati tadabir ikhtayar kar sakte hein. Yeh mosami ilaj na sirf jild ko dobara matawazan karta hai balke waqt se pehley umer ke barhne ke asrat se bhi mehfoz rakhta hai.

Khushk sard hawa ki wajha se nami aur moisturizer mein kami aa jati hai ager jild pehly he khushk ho tou sab se zarori hai ke jild ke tail ko normal aur pani ke level ko barhaya jae. Mily julley jild wale log bhi khushk jild ka shikar ho sakte hein.

Khushk jild mien nami kam hone ki wajha se barik lakirein aur jhuriyan par jati hein chehre per yeh lakirein numaya nazar aati hein. Chehre ke elawa jism aur hath bhi khushk, tight ho jate heinthori si hifazat es khushki ko khatm kar ke jild ko khushk rakhti hai.

Chehre ke liye Ilaj (Face Care Tips):

• In logo ke liye jin ki jild pehly he khushk ho tou jild ki nami ko pora karne ke liye aesy facial karein jo in chezon se mehfoz rakh sakein aesy halke lotion, had colors istamal karein jin mein foaming ya lathering agent nah on. Foam aur lather khushki mein izafa karta hai aur jild ki nami kam ho jati hai.

• Jild ke liye matawazan toner lein jis mein alcohol ki kam maqdar ho. Alcohol jild ki nami ko kam karta hai aur khushki peda karta hai.

• Facial aesa karein jis mein tail aur herbs ka estamal ho jo khushk jild ke liye zarori hote hein. Jese chemo meal, rozoad, lavender, gulab aur sandal achi chezein hein.

• Aese exfoliate estamal karein jo zyada ruff aur khushk nah on khushk jild khurdari aur nami se khali nazar aati hai jild se purane murda khaliyon ka khatma karein take nay khaliye peda hon, ajza jese daliya, matti aur chawal ka powder qudrati exfoliater ki achi misalein hein.

• Aik hydrotanic mask jild ko gehrai se saf aur nami mein izafa karta hai mask ko grain, multani matti, floral waters aur khalis tail behtaren choice ho sakti hai.

• Moisturizer massage ke liye facial oil aesa lein jo masamon ko band na kare. Ek achey facial mein badam, tail, khoban aur vitamin E ke tail ke sath kuch degar zarori tail bhi hote hein yaqen dahani kar lein ke es tail mein mineral tail shamil na ho.

• Taza qudrati ajza ka estamal karein take yeh jild mein nami aur ghezaiyat peda kare dahi aik qudrati jild ko narm karne aur saf karne ka toner hai. daliya aik exfoliate hota hai. kela aur avocado khusk jild ko moisturize karta hai aur shehad qudrati tareqe se jild mein khobsorti shamil karta hai. aesa aankhon ka jail lein jo zyada bhari aur grassy na ho kyou ke yeh facial ka aehum juz hota hai.Acne:

Acne ghaleban sab se qadeem aura am jildi bimari hai. Chiknai peda karne wale ghadod aur hair follicles ke eshtaal meinmein aane ke nateje mein ye bimari namodar hoti hai. Es ki zad mein aane wale maqamat chehra, ghardan, sina aur kandhe hein. Es marz ka aik ghehra talusq san baloghat ki aamad per hormones mein adam tawazan hai. Taqreban her 10 mein se 8 nojawan ladke aur kadkiyan 12 se 24 saal ki umer mein kum ya zyada shedat ke sath acne ke shikar hote hein.
Acne ki shanakht comedowns ya blackheads, kel phansiyon chote chote ubharon aur dano ki mojodgi se hoti hai. Acne ki nisf darjan se zyada aqsam mojod hein. Tamam aqsam ka taluq chiknai wale jildi ghadod ya hair follicles se marbot ghadod se hota hai. Acne ki sab se zyada pai jane wali qisam blackheads ya siyah dane hoti hai. Es se zyada tur mutasir hone wale hisse peshani, kanpatiyan, rukhsar, thodi, sina aur pusht hein. Kuch afrad ko ye pore jism per nikal aate hein.
Acne ki tamam aqsam ka manba khane pine ki ghalat aadatein hein. Maslan khane ke ouqat mein be-qaedgi, gher munasib ghizaein, nishasta, chini aur chiknai wali ghezaun ka zyada estamal. Mazman qabz bhi acne ke asbab mein se aik hai. Agar ajabat thek tarha na hoti ho to pora fazla aanto se kharij nahi hota. Anton mein es ki mojodgi khon mein zehrila pan peda karti hai. Ekhraj ka ye amal acne aur jild ki degar bimariyon ka sabab ban jata hai. Acne ka aik aur sabab jild ki gher sehatmandana kefiyat hai. Ye gande rehan sehan ka natija hoti hai. Kuch aur asbab mein chay, coffee, hewani charbi, chocolate, alcohol (sharab) aur tobacco ka zyada estamal hai. Bohat zyada mutala, musht zani aur kahili ki zindagi bhi acne lahaq karne ka zariya bante hein. Kaheli ki zindagi bad-hazmi aur amomi kamzori peda karti hai.

No comments:

Post a Comment