Friday 10 January 2014

Face Beauty Tips In Urdu Urdu Tips For Hair Growth For Marriage First Night For Pregnancy For Health For Skin Whitening For Faceb Hair For Skin For Weight Loss For Face For Hair Fall Images

Face Beauty Tips In Urdu Biography

Source(google.com.pk)
Har aurat ki khuwahish hoti hai keh is ka rung gora ho waise to har qisam ki rungat par make up ho jata hai aur agar dhang se kia jaya to kali jild bilkul saaf-o-shaffaf nazar aati hai. Aaj aap ko rung gora karne ke chand tareeqe batate hain jin se aap zarur faidah uthayain.

1-Milk mein badam pees kar malne se jild(skin) ki rungut saaf ho jati hai.

2-Pani mein lemon ka aurq aur namak mila kar ghusal (bath) karne se jild ka rung nikhar jata hai.
3-Kaghzi lemon ke tukre jin mein rus nichor lia gia ho chehre(face) par malein zarur faidah hoga.

4-Milk mein jo aur gehon ka aata mila kar ubtan banaiye aur phir ise apne chehre par malye chand dinon mein hi farq mehsus ho ga.

5-Tazah garam doodh se munh done se bhi rungat saaf ho jata hai.

6-Thori si balayi mein chand qatre lemon ke daal kar chehre par malein jild hi asrat zahir ho.

7-Akhrot ke tail mein karwe badam pees kar badan par malne se jild saaf ho jati hai.

8-Do chamcha doodh mein aik chamcha pisa namak milayain aur ise sone ke waqt chere par malein. Subha thande pani se dho lein aap dekhein gi keh aap ke chehre par chamak aaye gi.

9-Glasreen mein lemon ka rus mila kar rakh lein. Har raat monh dho kar lemon mile glasreen ki monh par malish karein. Is se chehre nam ho ta hai rung nikharta hai chere ki rungut nikharne ke liye yeh aik behtareen lotion hai. chehre ki rungut nikharne ke liye jadu ka asar rakhta hian.

10-Chehre par lemon ke chilke ko pees kar arq-e-ghulab mein mila kar chehre par malne se chehre ki rung saaf hota hai. mahase chaiyan aur phunsiyan waghaira bhi chehre par hon to is ke malne se faida hota hai.Koi bhi shakhs jo ghar baithay khoobsurat skin chahta hai mandarjah zel formula faida mand hai.

8 mukhtalif home beauty tips mandarja zeel hain jis par amal kar kay aap apni skin ko glowing skin(khoobsurat skin) bana saktay hain.

1-Egg white aur shehad(honey) kay mask jo ke aap kay face kay khechao ko door karta hai.

2-Cucumber qudrati cleanser hai. Doodh mein Cucumber jouice milayein aur face par 15 minute kay liye laga rehnay dein. Is kay baad dho lein.

3-Oily skin kay liye grapes, lemon juice aur egg white kay mixture ko face par lagayein. 20 minute kay liye isay chor nay kay baad neem garam pani say dho lain. Lemon natural clenser kay tor par, grapes aap kay jild ko soft aur egg white jild ko tight karnay mein madad farahum karta hai.

4-Lemon katain aur isay apnay chehray par rub karein. Isay 20 minutes kay liye chor dein is kay baad thanday(cold) pani say dho lein. Agar aap ki skin dry hain to yeh amal na karein.
5-Honey aur milk ka mixture banayein aur face par lagayein. Aap ki skin chakmakdar ho jaye gi.

6-Body kay skin ko molaim karnay kay liye. podina aur almonds ka paste banayein aur jisam par lagayein aur isay dry honay tak chor dein is kay baad neem garam pani say dho lein soft aur smooth skin ho jaye gi.

7-Doodh aur butter ka mix 15 minute kay liye skin par laga rehnay dein yeh skin ko khushk kiye be ghair tamam oil khushk kar lega.

8-Jild ko tar-o-taza rakhnay kay liye 1 banana rozanah skin par lagayein jild khoobsurat ho jaye gi.Nojawan kehelwana yaqinan har aurat ka fitri haq hai. Wo khood ko hamesha jawan hi dekhna psand karti hai. Agar aap bhi yeh khahish rakhti hain to mandarjah zel tariqon ko aazmayein.

Apni jild key liye sope key bajaye cleansing aur beghair chiknayi wali moisture istemaal karein. Make up kam se kam istemaal karein. Kiun keh ziadah make up aap ki umer ko aap key chehre par zahir karde ga. Aisi make up steak istemaal kijye jo aap key chehre ko chamakdar bana de. Har subha aankhon key niche jell istemaal kijye jo aap ki aankhon key niche ki soojan ko kam karne mein madad deta hai. Yeh aankhon ki soojan aur jhurriyan hi hoti hain jo aap ko umer se do guna zahir karti hain.

Siyah Baazoyon se Nijat Mokammal Hai:

Mosam garma mein amuman half sleves ki shirt pehanne ke bais baazo aur kehniyan (elbow) black par jati hain jo keh dekhne mein nagawar malum hoti hain. Hum aap ko aik aisi tarkeeb bata rahe hain jis par amal pera ho kar aap apne baazoyon ko bad rung hone se bacha sakti hain. Lemon to har ghar mein istemaal ho ta hai. Is key chilke ko kehniyon (elbow) aur bazoyon par rozanah malein. Is noskhe par amal pera hone key liye aap ko apni masroof zindagi mein se chand minute nikal ne ki bhi zaroorat nahi hai balkeh aap TV dekhte waqt phone par baat karte huye ya news paper parhte huye bhi yeh amal ba aasani kar sakti hain. Chand hi dinon mein aap mehsoos karein gi keh dhoop mein julsi huyi jild dobarah apni asli halat mein aajey gi.

Baalon ki khushki:

Baalon ki khushki khatam karne key liye aik once tazah lemon key ras mein 2tsp bhar pisi huyi sugar mila kar pest taiyar kar liye. Balon mein 5 minute tak achi tarah kangha (comb) karne key baad is pest ko balon ki jaron mein finger key poron ki madad se nehayat narmi key sath khopri par masaj karein. Aadhe ghante baad sar sirf pani se dho lein. Haftah mein do bar key amal se sar ki khushki se nijat mil jaye gi. Bal bhi mazboot aur chakamdar ho jayein gay.

Chehre par baal:

Chehre par baal door karne key liye aik 1 tbsp khashkhas pees ker safoof bana lein. Kele (banana) chehre aur hath par jahan baal hon is ko fingers key poron se nehayat aahistagi key sath masaj karein. Rozanah ke bila nagha istemaal se aap key chehre aur hath key na psand-dida baal utar jayein gay.

Hont(lips):

Honton ki khoobsurti aap ki poori shakhsiyat ki taamir mein kaledi kirdar ada karti hai. In se insani sehat ka andazah bhi lagaya jata hai kiun keh kharabi sehat honton par buri tarah asar andaz hoti hai.
Honton ka black hona daagh dhabbe parna aur in par jhurriyon ka namoodar hona ap ki shakhsiyat key sehar ko noqsan puncha sakta hai. In ka husn hameshah bar qarar rakhne key liye galsreen ya vesilin ka mosalsal istemaal karein. Honton ki rungat behtar karne key liye rozanah raat sote waqt in par tazah balayi lagane. Is se honton ki narmi o shadabi bar qarar rahe gi.

Jild Narm o Molaim Karne Key Liye:

Balayi mein chand qatre lemon key ras key mila kar din mein kisi waqt bhi chehre par lagayein. 5-8 minute baad thande Pani Se face dho lein. Aap ki jild narm o molaim ho jaye gi. Yeh sirf khushk jild ki hamil khawateen mahine mein do bar karein.

Shehad ka Istemaal Jild key Liye:

Hasb e zaroorat honey ko jild par mal kar 10 minute liye chor dein. Ab pehle neem garam Pani Aur phir thande pani se munh dho lein. Is se chehre par aik halki zafrani jhlak dhekhayi dene lagti hai. Honey ko rozanah neem garam pani mein mila kar pina bhi mofeed hai. Balayi mein thora sa asli shehad (honey) mila kar chehre ka masaj karna bhi jild ko molaim bana ta hai. Khalis shehad aur castor oil donon hum wazan kisi bottle mein mila kar rakh lein, raat ko sote waqt palkon par lagayein. Buhat jald palkein lambi ho jayein

No comments:

Post a Comment