Friday 10 January 2014

In Urdu Beauty Tips Urdu Tips For Hair Growth For Marriage First Night For Pregnancy For Health For Skin Whitening For Faceb Hair For Skin For Weight Loss For Face For Hair Fall Images

In Urdu Beauty Tips Biography

Source(gooiography in Hindi and Urdu: Barack Obama was born 4 August, 1961 in Honolulu, Hawaii. He is the current President of the United States. Obama’s 2 children Sasha Obama adn Malia Ann Obama and his wife name is Michelle Robinson Obama. Barack Obama is a Community organizer, Lawyer, Constitutional law professor and Author. In this page you will find and read Barack Obama life history and biography in Hindi and Urdu.
Barack Obama

Biodata:

Name: Barack Hussein Obama

Parents Name: Barack Obama Sr., Ann Dunham

Personality: President of the United States

Born (Birthday): 4 August, 1961

Birth Place: Honolulu, Hawaii

Profession: Community organizer, Lawyer, Constitutional law professor, Author

Books: Dreams From My Father, The Audacity Of Hope, Of Thee I Sing, Barack Obama In His Own Words, Change We Can Believe In

Wife Name: Michelle Robinson Obama

Children: Sasha Obama, Malia Ann Obama

Siblings: Maya Soetoro-Ng, George Obama, Mark Ndesandjo, Malik Abongo Obama, David Ndesandjo, Abo Obama, Bernard Obama, Auma Obama

Barack Obama Biography in Hindi, Urdu:

Barack Obama 4 August, 1961 ko America ke shehar Honolulu, Hawaii mein peda howe. wo democrat’s ki taraf se senator Barack Obama ne 2008 mein hone wale American sadarti intakhabat mein medan amal mein aane ka aelan kar diya. Obama esai (Christian) hein magar bachpan mein apni maa aur sotele bap ke sath Indonesia ke shehar Jakarta mein muqeem rahe hein woh Islamic school mien zer-e-taleem bhi rahe aur Quran Majeed ki taleem bhi waha hasil ki Obama Khud kehte hein ke jab main 9 saal ka tha to Jakarta mein Islamic school mein math, English, science ke mazamin ke tarha Quran bhi padhaya jata tha magar woh public school tha aur madarsa nahi tha jis mein Quran aur Islam ki talem zarori di jati thi. Es ka ye matlab nahi ke wahan jihad ki talem di jati thi.

Barack Obama ne ek kitab “Dreamer” tehrer ki hai jis mein likha hai ke es ke dada, walid sotele bhai, sotele bhai Muslim they unh one naam ke maene bayan karte howe tehrer kiya ke Barack ke maene hei “nawaza gaya” aur walid ke bare mein likhte hein ke mere walid sache aur pakke musalman (Muslim) they jab tak woh meri maa se mile es waqt tak who doharya ho chuke they. Jab 1982 mein in ka intaqal howa to humara khandan ba-zid tha ke inhein Islami rasomat ke mutabiq supard-e-khak kiya jae, Barack Obama kitab mein aik jagha likhte hein ke jab 1980 mein apne dada ke intaqal ke bad Kenya gaya to meri dadi ne mujh se kaha ke tumhare dada ko nazm-o-zapt aur kirdar ki pukhtagi sab se azez thi. Esi liye unho ne esaiyat se taeb ho kar Islam ko qabol kiya tha. Unho ne kuch arse ke liye apna naam tabdel kar ke Jons rakh liya tha. Inhein kai khayalat ki samajh jese dushmano ke sath reham waghera, inhein bat per bhi shak tha ke akele Hazrat Isa (alehe salam) pori insaniyat ke gunha kese dho sakte hein. Esi liye unh one esaiyat chor kar Islam ko apna udhna bichona bana liya.

Barack abhi 2 saal ke they jab in ke walid ne alehdgi ikhtayar ki aur in ke walid khandan ko chor kar kahin chale gaey, pehle shohar se talaq ke 4 saal bad Obama ki maa ne aik Indonesi se shadi ki jis ka naam Lolo Soetoro tha jo shadi ke foran bad apni nai naweli dulhan aur sotele bache Barack Obama ko le kar Jakarta muntaqil ho gaya. Barack 5 saal tak apne sotele bap ke ghar mein raha. Ese pehle aik catholic farqe ke church mein aur bad mein Muslim school mein dakhil kara diya gaya.

Barack Obama ne bachpan ke waqeat apni kitab “Audacity” se tehrer karte howe likha hai ke “mere sotele walid musilman they. Humare ghar mein Quran Majed aur Engel aik sath ek he almari mein rakhe hote thein. Mere sotele wali roshan khayal musalman thein woh her jagha mera taaruf apne sage bet eke tor per karwate bad mein bhi rahnumai ke liye in se roju karta woh qadam qadam per meri rahnumai karte the meine in se bohat kuch sikha.” In ke maa Ann Dunham safeed fam American khaton thin woh mazhab ke hawale se shakok o shohbat rakhne wali khaton thin. Unho ne Obama ki parwarish Christian ke tor per ki na Muslim ke tor per ki es tarha Barack Obama ki parwarish mein mazhab ka koi amal dakhal nahi hai. Barack ke bhai Roy ne esaiyat per Islam ko tarjeh di, Obama ne apni kitab mein Roy ki 1992 mein hone wali shadi ke hawale se likha hai “Jis shakhs per mujhe sab se zyada fakhar hai aur mein es per rushk kar sakta hon woh mera bhai Roy hai jise ab hum Abongo kehte hain. Kyunke es ne apna African name badalne ka fesla kar liya tha. Woh mukammal tor per taeb ho kar daera-e-Islam mein dakhil ho gaya tha. Es ne sharab, khanzer ke gosht aur degar nasha aawer ashya se mukamal tor per toba kar lit hi. Senator Obama apni kitab “Audacity” mein likhte hein esaiyat he America ka sab se bada mazhab nahi hai agar-cha awam ki aksaryat khud ko Creston manti hai lekin haqiqat mein aesa bilkul nahi hai hum sirf isai qoum nahi hein hum yahodi qoum bhi hein, Muslim qoum bhi hein, Hindu qoum bhi hein aur lard Buddha ke manne wale bhi hein es ke alawa hum ksi bhi mazhab ke manne wale dhoryo ki bhi qoum hein.

Obama Nine Eleven ke bad “dehshat gardi ke khelaf jang” aur Crossed ke bhi mukhalefin mein se hein. Iraq jang ke hawale se in ka kehna hai ke ye ghalat aur mafrozon ki bunyad per shoru ki gai hai aur ese Azad Muslim mulk ke khelaf khuli jarheyat qarar dete hein.

Barack Obama America mein hone wale Muslims ke khelaf narwa salok ke bhi sakht khelaf hein woh FBI ki pakad dhakad se sehme howe arbo aur Pakistanio se aksar mulaqat kar chuke hein aur in se hamdardi ka izhar karte hein. Woh kehte hein ke mein in musalmano ke liye kuch karon ga. Wazah rahe ke 10 karod ki abadi wale America mein 70 lakh se musalman abad hen. America mein urtein bhi becheni ki zindagi guzar rahi hen 50% tanha, talaq yafta ya akeli hen aur 20 se 25 baras ki American ladki rahba banne mein zehni sakon talash kar rahi hen aese waqt mein senator Barack Obama ka 2008 mein American sadar bane na sirf 2008 mein balke 5 saal bad dobara US Election mein woh Mitt Romney ke khelaf khade howe aur 2012 ke US election mein bhi woh dosri martaba kamyab ho gay.

List of Barack Obama Books:

• Dreams From My Father
• The Audacity Of Hope
• Of Thee I Sing
• Barack Obama In His Own Words

No comments:

Post a Comment