Thursday 9 January 2014

Beauti Tips In Urdu Urdu Tips For Hair Growth For Marriage First Night For Pregnancy For Health For Skin Whitening For Faceb Hair For Skin For Weight Loss For Face For Hair Fall Images

Beauti Tips In Urdu Biography

Source(google.com.pk)
Lehsan nakhunon ko chamakdar banata hai.

Multani mitti key mask se muahse khatam ho jate hain.

Besan key mask se har tarah key dane khatam ho jate hain.

Shehad chehre ya jild ki kisi bhi jahag par pare zakham ko khatam kar deta hai.

Raat ko sote waqt chehre par malayi lagane se rung saaf hota hai.

Palkon par shehad lagane se palkein ghani ho jati hain.

Fecial key baad ubtan, sabun wagirah istemaal nahi karna chahiye.

Anday ka mask chehre key liye mufeed hai.

Threding key baad chehre par shehad lagane se zakham nahi hota hai.Yakhni Mehfooz Karne ka Tarika

Aap polao ke liye yakhni bana kar rakh sakti hain chahein to gosht alag aur yakhni alag alag dabbon(box) mein rakhein ya phir aik hi dabbah mein bana kar thanda kar ke freezer mein rakh dein. Mehman achanak ya itlah kar ke bhi aajayein to yakhni wala dabbah kuch der ke liye nikal kar garam pani mein rakh dein. Sirf bagharne aur chawal danlne ki der hogi, aap ka polao tazah shakal mein taiyar hai.

Kabab Mehfooz karne ka Tarika:

Mukhtalif qisam ke kabab jin mein shami kabab to sar fehrist hain aur taqreeban har ghar mein taiyar rehte hain. Is ke elawah chapli kababa keema ke kabab, aalo ke katlus waghirah bhi taiyar kar ke rakhe ja sakte hain. Chahein to in ko halka sa fry kar ke rakh lein. Bas nikal kar dobarah thora fry karna hoga. Warnah kache bhi rakhe ja sakte hain lekin kache kabab rakhne ka bhi aik khas tarikah hai. jagah bhi kam istemaal ho aur kababa aapas mien chipak bhi na sakein . Is ke liye kabab tray ya khule bartan mein rakhne chahein. Pehle aik the kababon ki rakh dein is par plastic ki thili bicha kar doosri the rakh dein. Is tarah aap teen char the aik hi bartan mein rakh sakti hain jab woh thande ho kar sakht ho jayein to in ko aik bare dabbah mein rakh dein ya phir plastic ki zara moti theili mein rakh dein. Jab bhi zaroorat pare nikal kar thore se waqt mein taiyar kar sakti hain.

Keema mehfooz karne ka tarika:

Keema bhi aap akathe aik jagah ziadah sa paka lein aur phir apni zaroorat ke mutabiq chote dabbon mein daal kar rakh dein. Zaroorat ke waqt aik ya ziadah dabbah nikal kar is mein chahein to sabzi daal lein. Matar,aalo , palak aur hunter wagirah ya phir sadah bhi istemaal kar sakti hain. Isi tarah gosht bhi kafi moqdar mein bhoon kar dabbon mein rakh lein aur ise bhi baad mein sabzi ke sath ya sadah istemaal kar lein. Is se khana bilkul taza mehsoos hoga.

Sabziyan hameshah boil pani mein aur sirf chand minute ke liye dalein.

Sabziyan dalne se pehle pani mein 2 tbsp thori si chini zaroor dalein. Is se sabziyon ka rung kharab nahi hoga.

Freezer mein rakhne se pehle sabziyan ko thanda kar lein.

Thaili ya dabbah jis mein khana ya sabzi freez karein is par naam ka sticker zaroor lagayein. Is se aap ko talash mein aasani hoig.

Sticker par mote haroof mein likhein aur phir is par mom batti pheirein takhe is ki siyahi name ki wajah se mit na jaye.

Thaili zara mezboot ho takeh wazan se ya uthane rakhne se phat na jaye.

Aik martaba jo cheez freezer se nikalein. Koshish karein keh ise do barah na rakhein balkeh istemaal kar lein warnah is ki ghizaiyat bar qarar rahe gi nahi.Aainon ki safayi bhi shishon ki tarah hoti hai magar sirf yeh farq hota hai keh aainay ki pusht par aik teh chemical solution ki lagi hoti hai jis kay liye ragar nay mein ahtiyat ki sakht zaroorat hai. Is kay liya aainay ki pusht par khusk narm kapray say safayi karein aur samnay ka hissah sprit ya sirkah kay mehlool say saaf karein. Ghusal khanay kay aainay kay liye sprit+ glasreen barabar moqdar mein mila kar istemaal karein. Iskay elawah pisi huyi samandari jhaag ya sufaid bareek-o-nafees pisa hua chalk bhi aainay par safayi aur dhabbon ko rafa karnay kay liye istemaal kia ja sakta hai isay window kay shishon kay tareeqay say saaf kia jata hai.

Choti Jagah:

Chicken of beef ko freezer mein rakhnay kay liye keh woh kam say kam jagah gheray, baraf jamanay walay sanchon mein sath sath jor kar botyan rakh dein aur jama kar phir gosht ko nikal kar isi tarah freezer mein oper talay rakh dein. Bartan bhi istemaal nah hongay aur jagah bhi kam gheray gi.

Kharboozay ko Taza Rakhna:

Kharbooza (cucurbitaceous) kata jaye to aadha(½ ) hissah bachna muskhil hi hota hai, lekin agar kisi zaroorat ya khas dish kay liye bachana maqsood hi ho to is mein seeds wala poora gucha bhar kar rakhain aur oper chikna kaghaz dhaanp dein, kharboozay ka kata hua yeh hissah taza aur narm rahay ga.

No comments:

Post a Comment