Thursday 16 January 2014

Urdu Hair Tips Urdu Tips For Hair Growth For Marriage First Night For Pregnancy For Health For Skin Whitening For Faceb Hair For Skin For Weight Loss For Face For Hair Fall Images

Urdu Hair Tips Biography

Source(google.com.pk)
Hair Roots are the important part of hair. Same as a planet can not be stable without root the hair also can not be stable with our roots. Today I am sharing hair tips in urdu for you to make your hair strong in urdu. In hair fall tips series in urdu you will find about how to make natural shampoo for hair care in urdu and hair tips for long hair in urdu.

Wish you a long shining black healthy hair.

Thanks,Hair are the most prominent and sensitive part of the body. So they need much care than any other organ of the body. Usually people take too much care of their faces and neglect their hair.  Your hair should be given priority while getting ready for any occasion.
We are providing here some hair care tips in English and Urdu as well.

    The reason for the dullness of your hair is the use of low quality shampoo, dandruff, unhealthy food and depression.
    To avoid dandruff, massage your hair with coconut oil for 2 to 3 times a week.
    After that take a towel, soak it in hot water and wrap it around your head. Then wash your hair after 15 minutes. The steam will help to get rid of dandruff.
    To give natural shine to your hair, boil the tea leaves in water and wash your hair with that water. It will give them the natural black shine.
    Take an egg and a cup of yogurt and mix it. Then apply this mixture on your hair and wash your hair after 1 hour. It will help to reduce dandruff.
    Mix one spoon of oil in a cup of yogurt and massage your hair with this mixture. It makes your hair shiny and strong.
    Sometimes excessive use of yogurt causes dandruff. If this is the case with you then wash your hair with farina.
    Dry your hair naturally. Don’t use dryer for dry hair. Wooden comb is best for healthy hair. It helps to increase blood circulation that is good for hair.
    If you have oily hair, wash them 3 to 4 times a week with shampoo and don’t use conditioner, because the conditioner makes your hair oily.
    For oily hair you can mix lemon juice in shampoo or take 1/4 cup of Aloe Vera pulp and mix it in ½ cup of shampoo. Then add ¼ cup of baking soda and ¼ cup of vinegar. It is best treatment for oily hair.
    Hair are more vulnerable to the problems so you should take extra care of your hair to keep them healthy and strong. Tips we have given in this article are very useful for the health of your hair.Hair Tips in Urdu | Hair Care, fashion,Acne Home Treatment in Urdu

Here in the Skin Care, pimples and acne tips we provide some Acne home treatment in Urdu language and you get a beautiful skin naturally. Acne is the general and oldest skin disease in the middle of young age 14 to 24 years. Acne problem can be diagnosed as look of blackheads and pimples on the face. The Acne homemade treatment is based on a diet plan that will clean the infection of your face and skin as well. Home beauty tips for pimples and acne fast treatment.

Acne:

Acne ghaleban sab se qadeem aura am jildi bimari hai. Chiknai peda karne wale ghadod aur hair follicles ke eshtaal meinmein aane ke nateje mein ye bimari namodar hoti hai. Es ki zad mein aane wale maqamat chehra, ghardan, sina aur kandhe hein. Es marz ka aik ghehra talusq san baloghat ki aamad per hormones mein adam tawazan hai. Taqreban her 10 mein se 8 nojawan ladke aur kadkiyan 12 se 24 saal ki umer mein kum ya zyada shedat ke sath acne ke shikar hote hein.
Acne ki shanakht comedowns ya blackheads, kel phansiyon chote chote ubharon aur dano ki mojodgi se hoti hai. Acne ki nisf darjan se zyada aqsam mojod hein. Tamam aqsam ka taluq chiknai wale jildi ghadod ya hair follicles se marbot ghadod se hota hai. Acne ki sab se zyada pai jane wali qisam blackheads ya siyah dane hoti hai. Es se zyada tur mutasir hone wale hisse peshani, kanpatiyan, rukhsar, thodi, sina aur pusht hein. Kuch afrad ko ye pore jism per nikal aate hein.
Acne ki tamam aqsam ka manba khane pine ki ghalat aadatein hein. Maslan khane ke ouqat mein be-qaedgi, gher munasib ghizaein, nishasta, chini aur chiknai wali ghezaun ka zyada estamal. Mazman qabz bhi acne ke asbab mein se aik hai. Agar ajabat thek tarha na hoti ho to pora fazla aanto se kharij nahi hota. Anton mein es ki mojodgi khon mein zehrila pan peda karti hai. Ekhraj ka ye amal acne aur jild ki degar bimariyon ka sabab ban jata hai. Acne ka aik aur sabab jild ki gher sehatmandana kefiyat hai. Ye gande rehan sehan ka natija hoti hai. Kuch aur asbab mein chay, coffee, hewani charbi, chocolate, alcohol (sharab) aur tobacco ka zyada estamal hai. Bohat zyada mutala, musht zani aur kahili ki zindagi bhi acne lahaq karne ka zariya bante hein. Kaheli ki zindagi bad-hazmi aur amomi kamzori peda karti hai.

Home Treatment of Acne:

Elaj ki ibteda karte howe marez ko sab se pehle aik hafta tak sirf phalon ki ghizaoun tak mehdod rakha jae. Es parhezi arsa mein din ke teno khane taza rasile phalon per mushtamil hona chahiye . maslan seb, nashpati, angor, ananas aur aadu waghera. Es arsa ke doran rozana nem garam pani ka anima bhi mareez ko diya jae take antdiyan saf ho jain. Alawa azen woh tamam iqdamat keye jaine jo qabz dor karte hein.
Sirf phalon per aik hafta guzarne ke bad marez ko batadrej aik matawazen gheza pe laya jae jis mein zyada zor kachi ghezaon khas tor per taza phal aur sabziyon, phote howe bej, kache maghaz aur salam anaj per rahe. Aik mah ke bad pher phalon per mushtamil ghezaon ka estamal mazed 3 din tuk kya jae. Jild ki kefiyat mein behtari ke asar ke mutabiq parhezi dino ki maqdar mein kami beshi ki ja sakti hai. Jab tuk pori tarha jild sehat mand na ho jae ye amal her mah dohrate rahein.
Acne ke marez ko gosht, cheni, tez chae ya coffee, garam masalho, achar, tali hoi ghezaon, pese howe chhne howe anaj ke elawa soft drinks, mithaiyon, ice cream, cheni, mede ki bani hoi masnoat se gurez karna chahiye. Nishasta dar, protein wali aur chiknai wali ghezaon ke estamal mein kami lane ki bhi zarorat hoti hai.
Acne se mutasara hison ki beroni elaj mein senk karna mufeed rehta hai kyun ke garam pani mein bhegoi roi se mutasara hisa dhona ya bhap dena masamo ko khol deta hai. In se fasid mada rus kar baher aa jata hai. Sank kea mal ke bad mutasara hise ko thande pani se dhona chahiye. Dhop aur hawa ka ghusal bhi sod mand amal hai. Aese ghusal mein pore jism ko dhop aur taza hawa mein rakha jata hai. Ye ghusal mosam ke mutabiq munasib waqt per kiya jae. Sardiyon ke mosam mein dopehar ka waqt aur bahar ke mosam mein tulo aaftab ka waqt mozo rehta hai. Garmiyon mein aur degar mosamo mein dhop ki shidat se bachna zarori hai.

Homemade Tips For Acne:

• Kado kush kiye howe khere, dodh mein paki jai aur ubli hoi gajaron mein cream mila kar, healing pack bhi acne se mutasara muqamat per beroni estamal ke liye mufeed wa moasar rehte hein.
• Sangtare ka chelka bhi Acne ke liye mufeed elaj hai. Chelke ko ksi pathar pe pani ke sath kuchal kar maleda bana lete hein. Pher es malede ko mutasara muqamat per lagaya jata hai. Lemo ka chelka acne ke elaj ke liye karaamad fitri dawa hai. Es ka ba qaeda estamal phansiyan, kel aur acne tehlel kar deta hai.
• Chae ka aik chamcha dhaniye ka juice aur aur chutki bhar haldi ka safof bhi phansiyon aur blackheads ke khatme ke liye moasar gharelo elaj hai. Es mixture ko rozana raat ke waqt bistar pe jane se pehle chehre aur mutasera jaghon pe lagain. Lekin lagane se pehle chehra wagher achi tarha dho lein.
• Acne ke elaj ke liye lehsan bhi bohat shohrat rakhta hai. Agar kache lehsan ko cheel kar din mein kai martaba mutasara muqamat per ragda jae to keel aur phansiyan dagh chode bagher tehlel ho jate hein. Lehsan ke zariye badi umer ke afrad ki ziddi qisam ki acne ka elaj bhi mumkin hai. Es marz se mustaqil nijat ke liye lehsan ki chand aik taryan kachi rozana nigal li jaein to khon saf ho jata hai aur acne ka marz aur jild ke degar eshteaal taweel arsa tak dor rehte hein.
• Jild ki badnuma chaiyon ko saaf karne ke liye kache aaloun ka juice bhi qemti zariya elaj sabit ho chukka hai. Cleansing ka natija aaloun mein mojod wafer maqdar mein potassium, sulfur, phosphorus aur chlorine ki wajha se baramad hota hai. In anasir ki afadeyat sirf esi waqt tuk hoti hai jab tuk aalo kuchi halat mein rehte hein. Aesi halat mein ye sabzi zinda namiyati anasir ka majmoa hoti hai.
• Hafte mein 2 dafa garam pani mein Epsom Soult mila kar ghusal karna bhi acne ki tamam eqsam mein nehayat mufeed hai. Ye ghusul karne ke liye 100 darja fern height garam pani ki 60 liter maqdar mein dedh kilo Epsom Soult mila lein, mareez ko es pani mein 25 se 35 minute tuk rehna chahiye yahan tuk ke ese khob pasina aa jae. Es ghusul ke bad jism ko batadrej thanda kiya jae.Mosam kay asraat baalon par buhat jald namudar ho jatay hain. Is ki wajah yeh hai keh baal jisam ka aik nazuk hissah hain aur aab-o-hawa fori tor par in par asar andaz ho jati hai. Aap nay andazah lagaya hoga keh garmi aur sardi kay mosamon mein baalon ki hiyat badal jati hai. yeh haqiqat hai keh sakht garmi aur dhoop baalon ko buhat noqsaan punchati hai lekin is ka yeh matlab nahi keh dhoop mein bahir nah nikla jaye. Dhoop mein bahir nikalna aur phirna sirf is surat mein noqsaandah sabit hota hai jab is kay liye ahtiyaati tadabeer ikhtiyar na ki jayain. Agar aap apnay baalon ko tamazat kay bais pohanchnay walay noqsaan say bachana chahti hain to phir aap ko darj zeel kuch tadabeer par amal pera honay ki zarurat hai.

1- Sakht garmi aur martoob aab-o-hawa aap kay baalon par intehayi manfi asrat marattab karti hai. Is say bachao kay liye aap ko apnay baalon par conditioner aur jells zaroor lagani chahiye. Is say aap kay baal sakht garm aur martoob aab-o-hawa say mehfooz rahain gay.

2- Baalon par dhoop kay asrat bhi buhat buray murattab hotay hain. Dhoop say bachao kay liye aap ko aisay lotion istemaal karnay chahiyain jo bazaar say ba aasani dastiyaab hotay hain aur isi maqsad kay liye banaye jatay hain. Sar par koi scarf bhi baandha ja sakta hai jis say sar kay baal dhoop ki tamazat say mehfooz rahain gay. Ya phir topi (hat) pahna ja sakta agar aap aisa nahi chahtain to phir dhoop say bachao ka wahid hal lotion hai. Yeh lotion aik qisam ki condition cream hoti hai. Jo baalon ko suraj ki shoyaon kay bais puhanchnay walay noqsaanat say bachati hai. Suraj ki garam shoyain baalon par par kar inhain khushk aur khur duray banati hain. Is liye koshish yahi karni chahiye keh baalon par dhoop na par sakay phir aap kay baal hameshah tandurust aur chamakdar rahain gay.

3- Sahil samandarya darya kay kinaray par sair-o-tafree kay liye janewali khawateen ko chahiye keh woh apnay baalon ko moisture lagayain kiun keh samandar ya darya kay pani say uthnay wali khushki baalo ko buhat jald khushk kar deti hai aur is tarah say baal khurduray ho jatay hain aur baad mein inhain sanwarna mushkil ho jata hai. Is liye bachao ki khatir moisture zarur lagana chahiye.

4- Baal garmiyon mein agar kharab honay ka andeshah hota hai to yeh andeshah sardiyon kay mosam mein bhi hota hai kiun keh sardiyon kay mosam mein sard aur khushk hawayain baalon par barah raast asar andaz hoti hain. Is liye behtar yahi hai keh baalon ko sard hawayon say bachanay kay liye ghar say bahir nikaltay waqt sar ko garam scarf say dhaanp lia jaye. Dopattah aur shaal bhi is silsilay mein istemaal kiye ja saktay hain. Sardiyon mein baalon ko garam pani say dhona chahiye. Thanda pani say dhonay par baal jar say jatay hain.

No comments:

Post a Comment