Sunday 12 January 2014

Skin Urdu Tips Urdu Tips For Hair Growth For Marriage First Night For Pregnancy For Health For Skin Whitening For Faceb Hair For Skin For Weight Loss For Face For Hair Fall Images

Skin Urdu Tips Biography

Source(google.com.pk)
Sardiyan apne sath sard khushk hawa aru sard darja hararat lati hai jo jild ko khush khurdara, barek aur nami se dor kar deta hai. mager ap zara si ahtiyat kar ke sardiyon mein jild ki hifazat ke liye ahtiyati tadabir ikhtayar kar sakte hein. Yeh mosami ilaj na sirf jild ko dobara matawazan karta hai balke waqt se pehley umer ke barhne ke asrat se bhi mehfoz rakhta hai.

Khushk sard hawa ki wajha se nami aur moisturizer mein kami aa jati hai ager jild pehly he khushk ho tou sab se zarori hai ke jild ke tail ko normal aur pani ke level ko barhaya jae. Mily julley jild wale log bhi khushk jild ka shikar ho sakte hein.

Khushk jild mien nami kam hone ki wajha se barik lakirein aur jhuriyan par jati hein chehre per yeh lakirein numaya nazar aati hein. Chehre ke elawa jism aur hath bhi khushk, tight ho jate heinthori si hifazat es khushki ko khatm kar ke jild ko khushk rakhti hai.

Chehre ke liye Ilaj (Face Care Tips):

• In logo ke liye jin ki jild pehly he khushk ho tou jild ki nami ko pora karne ke liye aesy facial karein jo in chezon se mehfoz rakh sakein aesy halke lotion, had colors istamal karein jin mein foaming ya lathering agent nah on. Foam aur lather khushki mein izafa karta hai aur jild ki nami kam ho jati hai.

• Jild ke liye matawazan toner lein jis mein alcohol ki kam maqdar ho. Alcohol jild ki nami ko kam karta hai aur khushki peda karta hai.

• Facial aesa karein jis mein tail aur herbs ka estamal ho jo khushk jild ke liye zarori hote hein. Jese chemo meal, rozoad, lavender, gulab aur sandal achi chezein hein.

• Aese exfoliate estamal karein jo zyada ruff aur khushk nah on khushk jild khurdari aur nami se khali nazar aati hai jild se purane murda khaliyon ka khatma karein take nay khaliye peda hon, ajza jese daliya, matti aur chawal ka powder qudrati exfoliater ki achi misalein hein.

• Aik hydrotanic mask jild ko gehrai se saf aur nami mein izafa karta hai mask ko grain, multani matti, floral waters aur khalis tail behtaren choice ho sakti hai.

• Moisturizer massage ke liye facial oil aesa lein jo masamon ko band na kare. Ek achey facial mein badam, tail, khoban aur vitamin E ke tail ke sath kuch degar zarori tail bhi hote hein yaqen dahani kar lein ke es tail mein mineral tail shamil na ho.

• Taza qudrati ajza ka estamal karein take yeh jild mein nami aur ghezaiyat peda kare dahi aik qudrati jild ko narm karne aur saf karne ka toner hai. daliya aik exfoliate hota hai. kela aur avocado khusk jild ko moisturize karta hai aur shehad qudrati tareqe se jild mein khobsorti shamil karta hai. aesa aankhon ka jail lein jo zyada bhari aur grassy na ho kyou ke yeh facial ka aehum juz hota haiSehat mand jild jismani sehat aur khobsurti ka aik na guzeer hissa hai. Aik sehat mand khaton ki jild mein gulabi rang ki jhalak hona chahiye. Achi yani sehat mand aur khobsorat jild dakhli sehat ki akas hoti hai. Lekin amoman ye hota hai ke khawateen apni jild ki nihgadasht ka rujhan nahi rakhti aur enhein es waqt khayal aata hai jab ghaflat ke nataej apna ap dekhana shoro kar dete hein. Jis tarha sehat ka mamla hai esi tarha skin ki nihgdasth ka mamla hai. Es mein parhez (ehtayat) elaj se behtar sabit hoti hai.

Gher Sehat Mand Jild ke Asbab: (Causes the Non Healthy Skin)

Gher sehat mand jild ke bade asbab mein se aik galat khorak hai. Bacha jab peda hota hai toh es ki skin sehat mand aur qudrati rangat ke sath naram, mulaem aur naqaes se pak hoti hai. Ye kefiyat es ki ibtadai umer mein musalsal barqarar rehti hai, lekin jon jon bacha bada hota hai who bat-tat-rej en khobiyon se mehrom hota chala jata hai aur es ka sabab galat ghezain aur kuch dosre awamil hote hein. Taqat wa ghezaiyat se mehrom ki gai ghezain maslan safed aata, meda, safed chini aur es ki tayar ki gai tamam masnoat, coffee, tea aur soft drinks, jild se es ki khobiyan chen lete hein aur ese chaiyan, jhoriyan, budhape ki jhalak aur be-ronaqi bakhsh dete hein.
Gher sehat mand jild ki aehum wajha khon ki gardisht ka bazat-e khud sehat mand na hona hai. Naqis doran-e-khon jild ko be-rang, be-ronaq aur be-jan bana deta hai jab-ke sehat mand doran-e-khon na sirf jild ko chamak wa damak mohaiya karta hai balke ese bhar-por ghezaiyat aur tawanai farahum karne ke sath sath ratobat aur chiknai ka hosol mumkin banata hai. Es ka khordara pan aur khushki dor ho jati hai.
Cleansing bhi agar munasib andaz mein na ki jae to ye bhi jild ki jazibiyat khatam karne ka aik bada sabab ban jati hai. Jild ka pukashish na rehna dosri baton ke elawa es ki dekh bhal mein be-dhanga pan aur la parwahi ka natija hota hai. Es ghalat fehmi mein na rehein ke ap ka rang gora hai aur ap ki skin bazahir saf nazar aati hai. Sahi sorat-e-hal se aagah hona chahti hein to bhegi hoi roi ka tukda apne chehre aur garden per pher kar dekhiye. Jild pe mojod lekin chopi hoi mati aur gard-o-ghobar roi pe dekh kar ap heran reh jaein gi. Sahe cleansing na sirf make-up utarti hai balke es matti aur gard ko bhi utarti hai jo din bhar ap ki jild pe jama hoti rehti hai. Es ka aik faeda ye hota hai ke jild ke chiknai kharij karne wale ghadod bhi band hone se bach jate hein.

Fitri Nighadasht: (Natural Care Tips)

Skin ki sehat mand kefiyat barqarar rakhne ke liye gheza nehayat aehum kirdar ada karti hai. Aesi khawateen jinhein jild ke masael dar-pesh hon unhein her sorat mein aesi khorak lete rehna chahiye jis mein woh tamam ghezai ajza shamil hon jo sehat ki tamer karte hein. Ye ghezai ajza darja zeal hein.

• Protein
• Carbohydrates
• Fats
• Vitamins
• Madni ajza

Aesi khorak mein wafer maqdar mein beaj, maghazyat, anaj, phal aur khososi hifazati ghezaien maslan dodh, vegetable oil (nabatati tail), dahe, shehad aur khamer shamil hone chahiye.
Sehat mand skin ke liye tamam ghezai ajza zarori hein. Es liye ke bil-farz ap ki jild gher mamoli tor per khushk aur khurdari ya ap ke chehre per blackheads ya white heads hein to e ski aik imkani wajha ye ho sakti hai ke ap mein vitamin A ki kami hai. Aesi kefiyat ka sabab iron, iodine aur vitamin B ki kami bhi ban jati hai. Protein aur vitamin C ki na munasib maqdar mein farahimi bhi bala aakhir yahi nataej peda karti hai. Anti bodies ki pedaesh aur ksi bhi infection ka muqabla karne aur bahali sehat ka amal tez karne ke liye ye ghezai ajza bohat zarori hote hein.
B group ke vitamins khobsorat jild ki tashkil ke liye bohat zarori hai. Vitamin B1 khon ki gardish ko mamol per rakh kar jild ko sehat mand rehne mein madad deta hai. Riboflavin ya vitamin B2 ki mamoli ki mamoki si kami agar musalsal kuch arsa tuk barqarar rahe to jild pe bhore dhabe namodar ho jate hein. Ye bad-numa dhabe amoman es waqt az khud tehlel ho jate hein jab wafer maqdar mein vitamin B2 6 month tuk li jati hai. Riboflavin ki kami se fori tor per samne aane wale nataej mein jild mein chiknahat peda ho jati hai. Es ke alawa balon mein bhi chiknai aa jati hai. Rukhsaro, peshani aur kano ke peche jild ke niche chote chote gomad ban jate hein. Shaded kami ke natije mein nak ke niche, aankhon, kano aur honto ke kinaron pe jild phat jati hai aur pher dehakne lagti hai.
Vitamin B6 ki kami eczema ya jild ki sozish ka sabab banti hai aur nayasen ki kami bhi eczema jesa jildi eshteal aur khakstari dhabe peda karti hai. Ye dhabe zyadar tar chehrey, bazoon aur tango pe peda hote hein. Penthonic acid, pera amino benzoic acid aur biotin ki kami aik makhsos qisam ke eczema ko janam deti hai aur jab in vitamin ki wafer maqdar roz marra khorak mein shamil ki jati hai to eczema khatam ho jata hai.
Chonke B group ke sath vitamin bara e rast jild ki sehat se taluq rakhte hein chunancha kuch ghezain jo in vitamin ki wafer maqdar rakhti hein tezi se jild ko sehat mand aur khush-numa bana sakti hein. Yahan tuk ke aesi khawateen jin ki jild narm o mulaem hoti hein woh bhi in ghezaon ke estamal se mehaz 2, 3 hafton mein apni jild ki sakht aur chamak mein zaberdast behtari mehsos karti hein.
Kuch log es maqsad ke liye apni roz marra ghzaon mein rozana 2 ya 3 khane ke chamche brewers ka khamer shamil kar lete hein. Aur mehaz 1 hafte bad in ki jild ki chamak damak qabil e ded ho jati hai.

No comments:

Post a Comment