Sunday 12 January 2014

Beuty Tips In Urdu Urdu Tips For Hair Growth For Marriage First Night For Pregnancy For Health For Skin Whitening For Faceb Hair For Skin For Weight Loss For Face For Hair Fall Images

Beuty Tips In Urdu Biography

Source(google.com.pk)
Lehsan nakhunon ko chamakdar banata hai.

Multani mitti key mask se muahse khatam ho jate hain.

Besan key mask se har tarah key dane khatam ho jate hain.

Shehad chehre ya jild ki kisi bhi jahag par pare zakham ko khatam kar deta hai.

Raat ko sote waqt chehre par malayi lagane se rung saaf hota hai.

Palkon par shehad lagane se palkein ghani ho jati hain.

Fecial key baad ubtan, sabun wagirah istemaal nahi karna chahiye.

Anday ka mask chehre key liye mufeed hai.

Threding key baad chehre par shehad lagane se zakham nahi hota haiYakhni Mehfooz Karne ka Tarika

Aap polao ke liye yakhni bana kar rakh sakti hain chahein to gosht alag aur yakhni alag alag dabbon(box) mein rakhein ya phir aik hi dabbah mein bana kar thanda kar ke freezer mein rakh dein. Mehman achanak ya itlah kar ke bhi aajayein to yakhni wala dabbah kuch der ke liye nikal kar garam pani mein rakh dein. Sirf bagharne aur chawal danlne ki der hogi, aap ka polao tazah shakal mein taiyar hai.

Kabab Mehfooz karne ka Tarika:

Mukhtalif qisam ke kabab jin mein shami kabab to sar fehrist hain aur taqreeban har ghar mein taiyar rehte hain. Is ke elawah chapli kababa keema ke kabab, aalo ke katlus waghirah bhi taiyar kar ke rakhe ja sakte hain. Chahein to in ko halka sa fry kar ke rakh lein. Bas nikal kar dobarah thora fry karna hoga. Warnah kache bhi rakhe ja sakte hain lekin kache kabab rakhne ka bhi aik khas tarikah hai. jagah bhi kam istemaal ho aur kababa aapas mien chipak bhi na sakein . Is ke liye kabab tray ya khule bartan mein rakhne chahein. Pehle aik the kababon ki rakh dein is par plastic ki thili bicha kar doosri the rakh dein. Is tarah aap teen char the aik hi bartan mein rakh sakti hain jab woh thande ho kar sakht ho jayein to in ko aik bare dabbah mein rakh dein ya phir plastic ki zara moti theili mein rakh dein. Jab bhi zaroorat pare nikal kar thore se waqt mein taiyar kar sakti hain.

Keema mehfooz karne ka tarika:

Keema bhi aap akathe aik jagah ziadah sa paka lein aur phir apni zaroorat ke mutabiq chote dabbon mein daal kar rakh dein. Zaroorat ke waqt aik ya ziadah dabbah nikal kar is mein chahein to sabzi daal lein. Matar,aalo , palak aur hunter wagirah ya phir sadah bhi istemaal kar sakti hain. Isi tarah gosht bhi kafi moqdar mein bhoon kar dabbon mein rakh lein aur ise bhi baad mein sabzi ke sath ya sadah istemaal kar lein. Is se khana bilkul taza mehsoos hoga.

Sabziyan hameshah boil pani mein aur sirf chand minute ke liye dalein.

Sabziyan dalne se pehle pani mein 2 tbsp thori si chini zaroor dalein. Is se sabziyon ka rung kharab nahi hoga.

Freezer mein rakhne se pehle sabziyan ko thanda kar lein.

Thaili ya dabbah jis mein khana ya sabzi freez karein is par naam ka sticker zaroor lagayein. Is se aap ko talash mein aasani hoig.

Sticker par mote haroof mein likhein aur phir is par mom batti pheirein takhe is ki siyahi name ki wajah se mit na jaye.

Thaili zara mezboot ho takeh wazan se ya uthane rakhne se phat na jaye.

Aik martaba jo cheez freezer se nikalein. Koshish karein keh ise do barah na rakhein balkeh istemaal kar lein warnah is ki ghizaiyat bar qarar rahe gi nahiKhoon say Tezabi Kaifyat Khatam Karnay kay Liye:

Lemon ka arq neem garam pani kay humrah lenay say kuch dinon baad afaqa hota hai.

Badan kay har Azoo ko Taqat denay kay Liye:

1/2 kg grapes juice mein 1/2 kg sehad mila kar qawam bananay say jo sharbat taiyar hota hai woh badan kay har azoo ko taqat deta hai.

Cabbage:

1-Kachi Gobhi(cabbage) ko bhi khana buha mofeed hai. Sugar kay marizon kay liye mofeed hai. Salad kay tor par khanay kay liye isay isi waqt katna chahiye jab khanay ka waqt ho kiun keh is mein shamil vitamin C hawa mein tehleel ho jata hai.

2- Is ko dho kar katna chahiye. Kiun keh kaat kar dhoyein to tamam vitamin pani kay sath bah jatay hain.

3- Band gobi khanay say khoon ki kharabi say jo amraz hotay hain. Woh door ho jatay hain.

Jism ki Garmi Door Karnay kayLiye:

1- Kisi bimaari ki wajah say jism mein chingariyan si nikalti hain aur sara jism garam mehsoos hota hai, hath aur payon say bhi garmi nikalti mehsoos hoti hain agar aap khushk dhanya ghot kar is mein misri mila kar pi lein jism ki garmi door ho jaye gi.
2- Kaddo(loki) ka tukra(piece) payon kay nichay ragar nay say bhi jism ki garmi door ho jati hai.

Pait Phoolna:

Maday mein jab gas jama ho kar pait phoolnay lagay to mandarjah zel long ka arq taiyar kar kay kaam mein layein. Mofeed sabit ho ga.

Istemaal : safoof long 10 ratti kholta hua apni 50 tolah jab poori tarah say bheeg jaye to chan lena chahiye. Har roz teen bar istemaal karein har bar 2 ½ tolah istemaal kia jaye.

Khansi aur Dammah :

Raat ko sotay waqt 8 ya 10 long kachi ya bhuni huyi khanay say aaram ho jati hai.

No comments:

Post a Comment